Sitaaron Se Agay Jahan - Shehzad Roy - Defence Day Special
Sitaaron Se Agay Jahan - Shehzad Roy - Defence Day Special
2015-12-01 / 6min
7.8
Sitaron se agay jahan aur bhi hain
Abhi ishq k imtehan aur bhi hain
Tahi zindagi se nhin ye fizayen
Yhan senkrhon karwan aur bhi hain
Qana'at na kar alam e rung o boo par
Chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain !
Agar kho gaya ek nasheman to kya ghum
Maqamat e aah o fugha'n aur bhi hain !
Tu shaheen hai, parwaaz hai kam tera
Tery samny aasman aur bhi hain
Isi roz o shub mei ulajh kar na reh ja
Ke tery zaman o makan aur bhi hain
Gaye din k tanha tha main anjuman mein
Yahan ub mery raazdan aur bhi hain !
Sitaaron Se Agay Jahan - Shehzad Roy - Defence Day Special
Resources
Source: ugc-music.com By Sabinus1
Sitaaron Se Agay Jahan - Shehzad Roy - Defence Day Special
2015-12-01 / 6min
7.8
Sitaron se agay jahan aur bhi hain
Abhi ishq k imtehan aur bhi hain
Tahi zindagi se nhin ye fizayen
Yhan senkrhon karwan aur bhi hain
Qana'at na kar alam e rung o boo par
Chaman aur bhi, ashiyan aur bhi hain !
Agar kho gaya ek nasheman to kya ghum
Maqamat e aah o fugha'n aur bhi hain !
Tu shaheen hai, parwaaz hai kam tera
Tery samny aasman aur bhi hain
Isi roz o shub mei ulajh kar na reh ja
Ke tery zaman o makan aur bhi hain
Gaye din k tanha tha main anjuman mein
Yahan ub mery raazdan aur bhi hain !