
2023
R
0 h 5 m
Pakistan
Pop
Tere Bin is a 2022 Pakistani Urdu Television serial that is airing on the ''Har Pal Geo'' channel. The show stars Yumna Zaidi & Wahaj Ali in the lead roles. Bushra Ansari, Sohail Sameer, Sabeena Farooqui, and Hira Soomro are playing the other important roles.
The song vocals are lent by Shani Arshad. Sabir Zafar has penned the lyrics for the title song.
Tere Bin Drama Info | Tere Bin OST Credits
Drama : Tere Bin
Drama Title (English Meaning) : Without You
Lead Cast :
- Yumna Zaidi
- Wahaj Ali
Song Singer : Shani Arshad
Song Lyricist : Sabir Zafar
Tere Bin Drama OST Song Lyrics: ✍️
Rabba Hai Duhai
Lage Duniya Kyun Parayi
Karta Hoon Wafa Tou
Milti Hai Bewafai
Tujh Pe Hoga Koi Sitam Toh
Tab Tu Jane Gi
Cheere Ga Dil Jab Koi Gham Toh
Tab Tu Mane Gi
Sheeshe Ki Tarah Mein
Tere Bharam Ko Tod Daaloon Ga
Kya Hoti Hai Bewafai
Tujhe Karke Dikha Dunga
Kya Hoti Hai Bewafai
Tujhe Karke Dikha Dunga
Kisi Dhokay Mein Na Tu Rehna
Tujhe Pal Mein Bhula Dunga
Kisi Dhokay Mein Na Tu Rehna
Tujhe Pal Mein Bhula Dunga
Todun Guroor Aise
Toote Ho Khwab Jaise
Rakh Doon Ana Kuchal Ke
Tanha Jiye Tu Kaise
Todunga Guroor Aise
Toote Ho Khwab Jaise
Rakh Doon Ana Kuchal Ke
Tanha Jiye Tu Kaise
Saari Duniya Tujhko Dikhegi
Rookhi Rookhi Si
Jaise Koi Shaakh Khizaan Main
Sookhi Sookhi Si
Pattay Ki Tarha Phir Tujhko
Nazar Se Main Gira Dunga
Kya Hoti Hai Bewafai
Tujhe Karke Dikha Dunga
Kya Hoti Hai Bewafai
Tujhe Karke Dikha Dunga
Kisi Dhokay Mein Na Tu Rehna
Tujhe Pal Mein Bhula Dunga
Kisi Dhokay Mein Na Tu Rehna
Tujhe Pal Mein Bhula Dunga
Tukhra Ke Puchoon Tujhse
Kyun Yeh Salook Mujhse
Roye Tadap Tarap Ke
Reh Jaye Tu Ulajh Ke
Tukhra Ke Puchoon Tujhse
Kyun Yeh Salook Mujhse
Roye Tadap Tarap Ke
Reh Jaye Tu Ulajh Ke
Dekhegi Ke Khwab Hain Kaise
Kya Hain Tabeerein
Todegi Toh Tootengi Na
Teri Zanjeerein
Mujhrim Ki Tarah
Bhoolegi Na Tujhko
Woh Saza Dunga
Kya Hoti Hai Bewafai
Tujhe Karke Dikha Dunga
Kya Hoti Hai Bewafai
Tujhe Karke Dikha Dunga
Kisi Dhokay Mein Na Tu Rehna
Tujhe Pal Mein Bhula Dunga
Kisi Dhokay Mein Na Tu Rehna
Tujhe Pal M
More
