moviebox search icon

Bol Do Na Zara Lyrics | Armaan Malik |

2020

R

0 h 5 m

India

Pop

Bol Do Na Zara Lyrics from Azhar starring Emraan Hashmi and Nargis Fakhri. The song is sung by Armaan Malik and has music composed by Amaal Mallik. #BolDoNaZara #ArmaanMalik #SuperhitMusic "BOL DO NA ZARA" SONG INFO Singer: Armaan Malik Album: Azhar Lyricist: Rashmi Virag Music: Amaal Mallik Language: Hindi Music Label: T-Series BOL DO NA ZARA LYRICS Itni mohabbat karo na Main doob na jaaun kahin Waapas kinaare pe aana Main bhool na jaaun kahin Dekha jabse hai chehra tera Main toh hafton se soya nahin Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Main kisi se kahunga nahi Mujhe neend aati nahi hai akele Khawabon mein aaya karo Nahi chal sakunga tumhare bina main Mera tum sahara bano Ik tumhe chahne ke alaawa Aur kuch humse hoga nahi Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Main kisi se kahunga nahi Hamari kami tumko mehsoos hogi Bhiga dengi jab baarishein Main bhar kar ke laaya hoon Aankhon mein apni Adhuri si kuch khwahishein Rooh se chahne wale aashiq Baatein jismon ki karte nahin Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Bol do na zara Dil mein jo hai chhipa Main kisi se kahunga nahi Main kisi se kahunga nahi
More

7.0 /10

0 people rated

Manood online

Manood sa app

Mga episode

Nangungunang Cast

Pagsusuri ng User

Mga episode
Nangungunang Cast
Pagsusuri ng User
Nangungunang Cast(1)

Mas marami pang puwedeng tuklasin

Mas marami pang pick para sa susunod mong break

Subukan ang mabilis na game session o tumalon sa short dramas nang hindi umaalis sa parehong immersive na dark-style experience.

Pagsusuri ng User

author avatar

lil-tango

22/10/2024 18:20
Bol Do Na Zara Lyrics | Armaan Malik |
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.
moviebox official logo

movieboxonline

Disclaimer: Ang lahat ng mga video at larawan sa MovieBox ay mula sa Internet, at ang kanilang mga copyright ay pagmamay-ari ng mga orihinal na tagalikha. Nagbibigay lamang kami ng mga serbisyo sa webpage at hindi nag-iimbak, nagtatala, o nag-a-upload ng anumang nilalaman.