moviebox search icon

Breathless | Shankar Mahadevan [Full Version] Lyrics

2019

R

0 h 6 m

India

Pop

Breathless | Shankar Mahadevan [Full Version] Lyrics Lyrics Koi jo mila to mujhe aisa lagta tha jaise meri saari duniya main geeton ki rut aur rangon ki barkha hai khushbu ki aandhi hai bahki hui si ab saari fizaayen hain mahki hui si ab saari hawaayen hain khoyi hui si ab saari dishaayen hain badli hui se ab saari adaayen hain jaagi ummengein hain, dhadak raha hai dil saason main toofaan hain, hoton pe nagme hain aakhon main sapne hain, sapnon main beete hue saare vo lamhe hain jab koi aaya tha, nazron pe chhaya tha dil main samaya tha, kaise main bataun tumhe kaise use paaya tha, pyaare se chehre pe bikhri jo julphen to aisa lagta tha jaise kohre ke peechhe ek os main dhula hua phool khila hai jaise badal main ik chaand chhupa hai aur jhaank raha hai jaise raat ke parde main ek savera hai roshan roshan aakhon main sapnon ka saagar jismain prem sitaron ki chaadar jaise jhalak rahi hai lahron lahron baat kare to jaise moti barse jaise kahin chandi ki payal goonjey jaise kahin sheeshe ke jaam girey aur chhann se tootey jaise koi chhip ke sitaar bajaye jaise koi chaandni raat main gaye jaise koi hole se paas bulaye kaisi meethi baatain thee vo kaisi mulakaatein thee vo jab maine jaana tha nazron se kaise pighalte hain dil aur aarzoo paati hai kaise manzil aur kaise utarta hai chaand jameen par kaise kabhi lagta hai swarg agar hai to bas hai yahin par usne banaya mujhe, aur samjhaya mujhe hum jo mile hain, hamain aise hi milna tha gul jo khile hain, unhe aise hi khilna tha janmo ke bandhan, janmo ke rishtey hain jab bhi hum janme to hum yahin milte hain kaanon main mere jaise, shahed sa ghulne lage khwaabon ke dar jaise aakhon main khulne lage khwaabon ki duniya bhi kitni haseen aur kaisi rangeen thee khwaabon ki duniya jo kahne ko thee par kahin bhi nahi thee khwaab jo toote mere, aakh jo khuli meri hosh jo aaya mujhe maine dekha maine jaana vo jo kabhi aaya tha, nazron pe chhaya tha dil main samaya tha, ja bhi chuka hai aur dil me
More

7.5 /10

0 people rated

Manood online

Manood sa app

Mga episode

Nangungunang Cast

Pagsusuri ng User

Mga episode
Nangungunang Cast
Pagsusuri ng User
Nangungunang Cast(1)

Mas marami pang puwedeng tuklasin

Mas marami pang pick para sa susunod mong break

Subukan ang mabilis na game session o tumalon sa short dramas nang hindi umaalis sa parehong immersive na dark-style experience.

Pagsusuri ng User

author avatar

Soltan Beauty

22/10/2024 20:18
Breathless | Shankar Mahadevan [Full Version] Lyrics
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.
moviebox official logo

movieboxonline

Disclaimer: Ang lahat ng mga video at larawan sa MovieBox ay mula sa Internet, at ang kanilang mga copyright ay pagmamay-ari ng mga orihinal na tagalikha. Nagbibigay lamang kami ng mga serbisyo sa webpage at hindi nag-iimbak, nagtatala, o nag-a-upload ng anumang nilalaman.