moviebox search icon

Itni Si Baat Hai Mujhe Tumse Pyar Hai (Lyrics) - Arijit Singh | Antara Mitra | Lyrics Tube

2022

R

0 h 6 m

India

Bollywood

Itni Si Baat Hai Mujhe Tumse Pyar Hai (Lyrics) - Arijit Singh | Antara Mitra | Lyrics Tube Please Make Sure To Like, Share And Subscribe.☺☺☺ Full Song Lyrics: Tere dar pe aake tham gaye Naina namaazi bann gaye Ek dooje mein yun dhal ke Aashiqana aayat ban gaye Main aur Tum Kaisi dil lagaai kar gaye Rooh ki rubaai bann gaye Khaali khaali dono thhe jo Thoda sa dono bhar gaye Main aur Tum Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai.. Lage na yeh dhoop zaroori Lage na yeh chaanv zaroori Milte hain ishq zameen par Ab do hi naam zaroori Main aur Tum Apna khuda bhi hoga Apna hi Rab le lenge Khud ki bana ke duniya Ye zindagi jee lenge Main aur Tum Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai.. Ek tum, ek main, teeja maangu kya khuda se Dil doon, jaan doon, kya doon itna bata de Tera mera rishta hai saanson se bhi naazuk Tum sa, hum sa, koi duja na hoga na hua re Do dil sa ik seene mein hai jaise Main aur Tum Ab dono hum ik jeene mein hain jaise Main aur Tum Jaan se zyada chaha tumko piya re Harpal, hardum, humdum tumko jiya re Aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Yunhi nahi main tumpe jaan deta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Chalo ji aaj saaf saaf kehta hoon Itni si baat hai mujhe tumse pyar hai Mujhe tumse pyaar hai.. _______________________________________________________ _______________________________________________________ If You Want Non-Stop Music Then Check These Playlists... Best Sad Mood Songs With Lyrics😌 https://youtube.com/playlistlist=PLxHcuryK31UWLJnNK-sWZ1yTJO-6S0_Ur _______________________________________________________ Best Romantic Songs With Lyrics😍 https://youtube.com/playlis
More

7.0 /10

0 people rated

Manood online

Manood sa app

Mga episode

Nangungunang Cast

Pagsusuri ng User

Mga episode
Nangungunang Cast
Pagsusuri ng User
Nangungunang Cast(1)

Mas marami pang puwedeng tuklasin

Mas marami pang pick para sa susunod mong break

Subukan ang mabilis na game session o tumalon sa short dramas nang hindi umaalis sa parehong immersive na dark-style experience.

Pagsusuri ng User

author avatar

Juliet Ibrahim

23/10/2024 08:50
Itni Si Baat Hai Mujhe Tumse Pyar Hai (Lyrics) - Arijit Singh | Antara Mitra | Lyrics Tube
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.
moviebox official logo

movieboxonline

Disclaimer: Ang lahat ng mga video at larawan sa MovieBox ay mula sa Internet, at ang kanilang mga copyright ay pagmamay-ari ng mga orihinal na tagalikha. Nagbibigay lamang kami ng mga serbisyo sa webpage at hindi nag-iimbak, nagtatala, o nag-a-upload ng anumang nilalaman.