moviebox search icon

Likhe Jo Khat Tujhe | 4K Video | Kanyadaan | Shashi Kapoor, Asha Parekh | Mohammed Rafi

2022

R

0 h 4 m

India

Bollywood

Movie/album: Kanyadaan Singers: Mohammed Rafi Song Lyricists: Gopaldas Saxena (Neeraj) Music Composer: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Music Director: Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi Music Label: Saregama Starring: Shashi Kapoor, Asha Parekh Release on: 1st May, 1968 Song Lyrics Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Koyi nagma kahin goonja Kahan dil mein Yeh tu aayi Kahin chatki kali koyi Main yeh samjha, tu sharmaayi Koyi khushboo kahin bikhri Laga yeh zulf lehraayi Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Fiza rangeen, adaa rangeen Yeh ithlaana, yeh sharmaana Yeh angdhaayi, yeh tanhaayi Yeh tarsa kar, chale jaana Bana de ga nahi kisko Jawaan jadoo yeh deewana Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe Jahan tu hai, wahan main hoon Mere dil ki tu dhadhkan hai Musafir main tu manzil hai Main pyaasa hoon tu saawan hai Meri duniya yeh nazre hain Meri jannat yeh daaman hai Likhe jo khat tujhe Woh teri yaad mein Hazaaron rang ke Nazaare ban gaye Sawera jab huya To phool ban gaye Jo raat aayi to Sitaare ban gaye Likhe jo khat tujhe.
More

7.1 /10

0 people rated

Manood online

Manood sa app

Mga episode

Nangungunang Cast

Pagsusuri ng User

Mga episode
Nangungunang Cast
Pagsusuri ng User
Nangungunang Cast(1)

Mas marami pang puwedeng tuklasin

Mas marami pang pick para sa susunod mong break

Subukan ang mabilis na game session o tumalon sa short dramas nang hindi umaalis sa parehong immersive na dark-style experience.

Pagsusuri ng User

author avatar

provoicelameck

23/10/2024 07:35
Likhe Jo Khat Tujhe | 4K Video | Kanyadaan | Shashi Kapoor, Asha Parekh | Mohammed Rafi
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.
moviebox official logo

movieboxonline

Disclaimer: Ang lahat ng mga video at larawan sa MovieBox ay mula sa Internet, at ang kanilang mga copyright ay pagmamay-ari ng mga orihinal na tagalikha. Nagbibigay lamang kami ng mga serbisyo sa webpage at hindi nag-iimbak, nagtatala, o nag-a-upload ng anumang nilalaman.