moviebox search icon

Maikada 3 (Bus Ik Nigah) | Muhammad Samie | Official Video

2024

R

0 h 14 m

Pakistan

Bollywood

CREDITS: Singer: Muhammad Samie Composer: Muhammad Samie Lyrics’ Selection & Arrangement: Muhammad Samie Poets: Muhammad Samie, Mohsin Naqvi, Kashfi Lucknavi, Allama Iqbal, Abdul Hamid Adam, Bedam Shah Warsi, Josh Malihabadi, Munawwar Badayuni, Mirza Ghalib, Jigar Muradabadi, Hasrat Mohani, Aazam Chishti, Majrooh Sultanpuri Video Director: Muhammad Samie Music Producer: J Ali Music Directors: Muhammad Samie & J Ali Cinematographer: Suleman Shah Post-Production: Suleman Shah Recording, Mixing & Mastering: J Ali Production House: Heaven & Hades Productions A presentation by SHORT SUFI FILMS © 2024 – Short Sufi Spells © 2024 – Short Sufi Films LYRICS: Wo khayal mein hue ru-ba-ru kiya pesh dil to wo keh gaye Wohi dil yahan pe qubool hai jo aseer-e-ishq-e-imam hai (Samie) Ye hai maikada yahan rind hain yahan sab ka saqi imam hai Ye haram nahin hai ai sheikh ji yahan parsaai haram hai (jigar) Tera jaam jaam-e-hayat hai tera zikr zikr-e-dawaam hai Jo samajh gaya tujhe saqiya usay sidq-e-dil se salam hai (Samie) Koi pee ke rah se bhatak gaya koi pee ke raah ko paa gaya Jo sabhi ka zarf ayaan kare ye teri sharab ka kaam hai (Samie) Mera rind-e-nau ko payam hai ke gurez-e-shaikh-e-haram karen Ye haram hai wo haram hai ye to un ka takiya kalam hai (Samie) Na taloon ga saqiya jaam se yahi meri arz-e-tamam hai Main talash-e-raaz mein hun mujhe to teri nigah se kaam hai (Samie) Bus ik nigah .. Bus ik nigah Teri ik nigah ki baat hai, meri zindagi ka sawal hai (Majrooh) Hazar jaam tasadduq hazar maikhane Nigah-e-yaar ki lazzat sharab kya jane Saqi mujhe sharab ki tohmat nahin pasand Mujh ko teri nigah ka ilzam chahiye (Adam) Saqi zara nigaah mila kar to dekhna Kambakht hosh mein to nahi aa gaya hun mein (Adam) Shikan na daal jabeen par sharab dete hue Ye muskurati hui cheez muskura ke pila Suroor cheez ki miqdaar par nahin mauqoof Sharab kam hai to saqi nazar mila ke pila (Adam) Dil se teri nigah jigar tak utar gayi Dono ko ik ada mein raza-mand kar gayi (Ghalib) Jo dil ko de gai ik dard umr-bhar ke liye Tad
More

7.5 /10

0 people rated

Manood online

Manood sa app

Mga episode

Nangungunang Cast

Pagsusuri ng User

Mga episode
Nangungunang Cast
Pagsusuri ng User
Nangungunang Cast(1)

Mas marami pang puwedeng tuklasin

Mas marami pang pick para sa susunod mong break

Subukan ang mabilis na game session o tumalon sa short dramas nang hindi umaalis sa parehong immersive na dark-style experience.

Pagsusuri ng User

author avatar

KIDI

24/10/2024 11:34
Maikada 3 (Bus Ik Nigah) | Muhammad Samie | Official Video
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.
moviebox official logo

movieboxonline

Disclaimer: Ang lahat ng mga video at larawan sa MovieBox ay mula sa Internet, at ang kanilang mga copyright ay pagmamay-ari ng mga orihinal na tagalikha. Nagbibigay lamang kami ng mga serbisyo sa webpage at hindi nag-iimbak, nagtatala, o nag-a-upload ng anumang nilalaman.