moviebox search icon

Shishe Ki Umar Pyaale Ki | Prem Pratigyaa | Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit | Kishore Kumar

2022

R

0 h 6 m

بھارت

بالی ووڈ

Movie/album: Prem Pratigyaa Singers: Kishore Kumar Song Lyricists: Indeevar (Shyamalal Babu Rai) Music Composer: Bappi Lahiri Music Director: Bappi Lahiri Music Label: T-Series Starring: Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit, Vinod Mehra Release on: 2nd May, 1989 Song Lyrics Sheeshe ki umra Pyaale ki akhir bisaat kya Tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Sheeshe ki umra Pyaale ki akhir bisaat kya Tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Arey tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Hum apne liye jite hain Humko jaha se kya Hum khoon jigar peete hain Humko jaha se kya Hum apne liye jite hain Humko jaha se kya Hum khoon jigar peete hain Humko jaha se kya Ek raat ki hoti hai shama Is ki hayaat kya Sheeshe ki umra Pyaale ki akhir bisaat kya Tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Haaye tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Bhul ja kasame toad de vaade Na badale kisi ne yaha irade Husan bhi jhutha pyar bhi jhutha Wafa bhi jhuthi yaar bhi jhutha Rahi ye duniya kiski hokar Marde duniya ko tu thokar Khud ka nahi hai bharosa koi Duniya ka saath kya Sheeshe ki umra Pyaale ki akhir bisaat kya Tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Arey tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Rone se kahi acha hain Tu gaale jhum ke Phoolo ka jala de ye sina Tu kanto ko chum le Rone se kahi acha hain Tu gaale jhum ke Phoolo ka jala de ye sina Tu kanto ko chum le Hum deewanee hain Deewaneo ko din Kya hain raat kya Sheeshe ki umra Pyaale ki akhir bisaat kya Tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya Arey tuta jo dil kisi ka To hairat ki baat kya.
More

7.5 /10

0 people rated

آن لائن دیکھیں

ایپ میں دیکھیں

اقساط

ٹاپ کاسٹ

صارف کا جائزہ

اقساط
ٹاپ کاسٹ
صارف کا جائزہ
ٹاپ کاسٹ(1)

صارف کا جائزہ

author avatar

mpasisetefane

23/10/2024 02:08
Shishe Ki Umar Pyaale Ki | Prem Pratigyaa | Mithun Chakraborty, Madhuri Dixit | Kishore Kumar
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.
moviebox official logo

movieboxonline

ڈس کلیمر: MovieBox پر موجود تمام ویڈیوز اور تصاویر انٹرنیٹ سے ہیں، اور ان کے کاپی رائٹس اصل تخلیق کاروں کے ہیں۔ ہم صرف ویب پیج کی خدمات فراہم کرتے ہیں اور کسی بھی مواد کو اسٹور، ریکارڈ یا اپ لوڈ نہیں کرتے ہیں۔