moviebox search icon

Yeh Chand Sa Roshan Chehra 4K Song - Kashmir Ki Kali | Mohammed Rafi |Sharmila Tagore, Shammi Kapoor

2021

R

0 h 5 m

بھارت

بالی ووڈ

Yeh Chand Sa Roshan Chehra 4K Song- Kashmir Ki Kali | Mohammed Rafi | Sharmila Tagore | Shammi Kapoor | OP Nayyar Film : Kashmir Ki Kali (1964) Song : Yeh Chand Sa Roshan Chehra Cast : Sharmila Tagore, Shammi Kapoor Singer : Mohammed Rafi Music : O. P. Nayyar #superhitgaane #bollywoodclassicsong #mohammedrafi Lyrics- Yeh chand sa roshan chehra julfo ka rang sunehra Yeh jheel si neeli aankhein Koi raaz hai inmein gehra Tareef karu kya uski jisne tumhein banaya Yeh chand sa roshan chehra julfo ka rang sunehra Yeh jheel si neeli aankhein Koi raaz hai inmein gehra Tareef karu kya uski jisne tumhein banaya Ek cheez qayamat si hai Logon se suna karte the Tumhein dekh ke maine mana Woh theek kaha karte the Woh theek kaha karte the Hai chaal mein teri zalim Kuchh aisi balaa ka jaadu Sau baar sambhala dil ko Par hoke raha bekabu Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya Yeh chand sa roshan chehra julfo ka rang sunehra Yeh jheel si neeli aankhein Koi raaz hai inmein gehra Tareef karu kya uski jisne tumhein banaya Har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka Har shaam ki chadar kaali saya hai tere baalon ka Har subah kiran ki laali hai rang tere gaalon ka Har shaam ki chadar kaali saya hai tere baalon ka Saya hai tere baalon ka Tu balkhaati ek nadiya har mauj teri angdaayi Jo in maujon mein dooba usne hi duniya paayi Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya Yeh chand sa roshan chehra julfo ka rang sunehra Yeh jheel si neeli aankhein Koi raaz hai inmein gehra Tareef karu kya uski jisne tumhein banaya Main khoj mein hoon manzil ke Aur manzil paas hai mere Mukhde se hata do aanchal Ho jaayein door andhere Ho jaayein door andhere Mana ke yeh jalwe tere Kar denge mujhe deewana Jee bhar ke zara main dekhoon Andaz tera mastana Tareef karoon kya uski jisne tumhein banaya Yeh chand sa roshan chehra julfo ka rang sunehra Yeh jheel si neeli aankhein Koi raaz hai inmein gehra Tareef karu kya uski jisne tumhein banaya
More

7.0 /10

0 people rated

آن لائن دیکھیں

ایپ میں دیکھیں

اقساط

ٹاپ کاسٹ

صارف کا جائزہ

اقساط
ٹاپ کاسٹ
صارف کا جائزہ
ٹاپ کاسٹ(1)

صارف کا جائزہ

author avatar

Lisa Chloé Malamba

23/10/2024 07:35
Yeh Chand Sa Roshan Chehra 4K Song - Kashmir Ki Kali | Mohammed Rafi |Sharmila Tagore, Shammi Kapoor
Disclaimer: All videos and pictures on MovieBox are from the Internet, and their copyrights belong to the original creators. We only provide webpage services and do not store, record, or upload any content.
moviebox official logo

movieboxonline

ڈس کلیمر: MovieBox پر موجود تمام ویڈیوز اور تصاویر انٹرنیٹ سے ہیں، اور ان کے کاپی رائٹس اصل تخلیق کاروں کے ہیں۔ ہم صرف ویب پیج کی خدمات فراہم کرتے ہیں اور کسی بھی مواد کو اسٹور، ریکارڈ یا اپ لوڈ نہیں کرتے ہیں۔